Tuesday, March 15, 2016

Wo Aik Larki

Wo Aik Larki 

Udaas logn ki bastiyon mein titliyon ko talaash krty wo aik larki
Wo gol chehra , wo Kaali ankhen .. Jo krty rehty hazaar baten
Mizaaj Sa'dah .. Dil ki achy wo Aik Larki
Saari Baaten wo dil ki mane ..
Whi kare wo, jo dil mein thaane..
Koi na jaane , Kia us ka Maazi .. 
Dil ki achy wo aik Larki ..  
WO chahton k Suraab dekhe ,Mubatpn k wo khuwab dekhe .. 
Khud Samandar Magr wo ha Piyasi Wo aik Larki .. 
Wo Dosty k Nasaab Jaane , Wo Jaanty hei Ehed Nibhane ..
Wo achy dost wo achy Saathi .. Bs wo Larki .. 💜💜💜